|
Lyrics
--MALE--
Hey, ta ri re ra ra ri ra ri ra ra
Ta ri re ra ra ri ra ra ra
--FEMALE--
Haaila haaila, haaila haaila
--MALE--
Hua hua
--FEMALE--
Haaila haaila
--MALE--
Tune chhua
--FEMALE--
(Haaila haaila main to mar gayi re
Bekhudi mein kya yeh kar gayi re) - 2
--MALE--
Haaila haaila
--FEMALE--
Hua hua
--MALE--
Haaila haaila
--FEMALE--
Tune chhua
--MALE--
(Haaila haaila jaan taras gayi re
Phir koi ghata baras gayi re) - 2
Chhoona tha ek bahaana
Chhoo liya chhoo liya chhoo liya
Hey, pyaar tha yeh puraana
Keh diya keh diya keh diya
--FEMALE--
Tumko main maan gayi, aaj pehchaan gayi - 2
Nikle tum to deewaane
--MALE--
Meri chori
--FEMALE--
Maine pakdi
--MALE--
Gori baahein
--FEMALE--
Kaahe jakdi, kaanpne laga hai yeh jiya
Haaila haaila
--MALE--
Hua hua
--FEMALE--
Haaila haaila
--MALE--
Tune chhua
--FEMALE--
Haaila haaila main to mar gayi re
Bekhudi mein kya yeh kar gayi re
--MALE--
Haaila haaila hua hua, haaila haaila tune chhua
Haaila haaila jaan taras gayi re
Phir koi ghata baras gayi re - 2
--FEMALE--
Rok kar dil ko dekha
Na ruka na ruka na ruka
Tune kuch kar diya to
Yeh jhuka yeh jhuka yeh jhuka
--MALE--
Jaane kya maine kiya, tujhko jaane kya hua - 2
Hum lage muskuraane
--FEMALE--
Chaahe din ho
--MALE--
Chaahe raatein
--FEMALE--
Yunhi baithe
--MALE--
Kare baatein, pyaar humne bas mein kar liya
Haaila haaila
--FEMALE--
Hua hua
--MALE--
Haaila haaila
--FEMALE--
Tune chhua
--MALE--
Haaila haaila jaan taras gayi re
Phir koi ghata baras gayi re
--FEMALE--
Haaila haaila
--MALE--
Hua hua
--FEMALE--
Haaila haaila
--MALE--
Tune chhua
--FEMALE--
Haaila haaila main to mar gayi re
Bekhudi mein kya yeh kar gayi re
--MALE--
Phir koi ghata baras gayi re
Shaadi.com Indian Matrimonials
|